Safar-e-Zindagi

Shukr ada kar ke bhi jee sakte,
Ya har baat pe ro ro ke bhi.
Madad karte manzil pahunch sakate,
Yah akele akele ladkhate huwe bhi.
Sab ke saath mil jul kar bhi,
Yah apni duniya mein rah kar bhi.
Apne khawabon hasil karte huwe bhi,
Ya kisi aur ke khawabon ke liye bhi.
Allah ko khush karte huwe bhi,
Ya nafarmaani karke bhi.
Marna toh hai Ae Anwaar Zaroor,
Manzil chun lo, Jannat ya Jahannam!

Author: Anwaarullah

Designer, Developer, Maker, Speaker, Educator and Dreamer. ♥ Tinkering with Embedded, Android, Open Soft/Hard/Firm ware, Robotics and 3D Printer. Talk to me at syed {Shift+2} anwaarullah dash com

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.